home  »  Bollywood  »  Click here to chat with Shah Rukh Khan

2

Click here to chat with Shah Rukh Khan

Bollywood’s King Khan - Shah Rukh - has been named as the superstar headlining the much awaited ZEE Carnival line-up next month. The three-day exhibition is being held at London Olympia between the 15th and 17th February. Shah Rukh is expected to attend all three days including the ‘Autograph Stand’   read more »

Advt

Advt

Comments


Hi, Shahrukh. You are truly the best... keep it up!...
posted by  Anonymous user   8 months ago

Hi, Shahrukh. You are truly the best... keep it up!

+3 reply
and
posted by  anastasia_love_SRK   4 months ago

and i want to meet you =]

+2 reply
h1
posted by  anastasia_love_SRK   4 months ago

i'm not a simple fan i'm crying every night every day for you and my love toward you you are so beatiful and i love you please come in bulgaria in plovdiv i love you

+1 reply
hi.................
posted by  puja.trehan(2)   6 months ago

hi..........SRK how r u i m ur big fan n i want 2 meet u

+2 reply
Re: hi.................
posted by  Anonymous user   4 months ago

ijmkmj,mnm

+0 reply
sharukh khan
posted by  sukanya   7 months ago

i will think myself as the happiest person in the world when i will receive a hello from you though i know that it is not in my fate. sharukhji iam confident that in the whole world i am your greatest fan.

+2 reply
i love you srk!
posted by  anastasia_love_SRK   4 months ago

hello! i love you shahrukh you are the best please answer me please i'mfrom bulgaria plovdiv

+1 reply
HI! SHAHRUKH KHAN I AM UR BIGGEST FAN . I LIVE IN PUNE IT IS IN ...
posted by  ROSHNI SALHOTRA   7 months ago

HI! SHAHRUKH KHAN I AM UR BIGGEST FAN . I LIVE IN PUNE IT IS IN INDIA. I ALWAYS THINK ABOUT U.HOW R U & UR FAMILY MEMBERS? I WANT TO MEET U . IF U HAVE A FREE TIME CAN U COME &MEET ME? I AM 14 YEARS OLD.IAM GOING TO 10 STANDARD. WHENEVER I SEE UR FILMS I FEEL AS IF U R ACTING WITH ME.I HAVE CUT ALL OF UR PHOTOGRAFS FROM THE NEWS PAPER& I HAVE STUCK THEM IN MY CLOSET. I ALSO CANCER IN MY UTRES AND NOW EVERY THING IS OKAY.

+1 reply
SRK Is The Best!
posted by  Anonymous user   2 months ago

Hi SRK.You are simply the best.You just rock!I'm your biggest fan.I just love you LOL :)!

+1 reply
xtream story
posted by  safdar   2 months ago

extream story aakhir tak parnaa maza ayee ga safee_tek4u2007@yahoo start pehle molaqaat claas main hootee hai jis main teacher aap say sawaal poochte hai aap ko es ka jawab nahin aata aik larki jo aap ki peechay beythee hai wo aap ko chopkay say jawaad bata daytee hai or aap ko jawaab aa jata hai

yahaan say aap es ko chahna shooruh kartay hoo

mom apney son ko school parnay kai liyae baygtee hai class main teacher sab say fees mangte hai. laykin 1 larkee fees naheen dey patee. es tara doosaray din be aiesa hi hoota hai phir teesarey din be aisa hi hoota hai aap esay chahtay ho laykin us nain aap ko 1 do martaba hi daykha hai aap ko taras aata hai aap us ki fees abu sey ley kar teacher ko akeylay main dey deytay ho es tara hanstey kheltey collage life start ho jate hai

college life kay end par abu aap say kehta hai ki tumhare parhaie khatam hooney main ketna waqat para hai akree khuch months. hum kafee boorey ho gayey hain main chahta hoon kai parhaie kay baad kooch apnay sar ka booj tumharey kaandoon par lad doon son main samajta hoon es baat ko paarhae kay baad ham nain yae be faisala kiya hai ki tumhare shadi be kar dain son abu shadi ka to abi soochna bi maat to kya mum mar jaain gay tab karoo gay shadi son nahin abu aisa mat kahyae jaab waqat aaye ga tab daykha jaee ga

parhaee kay baad mom or dad son ko larki ki tasveer dayte hai kay es say teree shadi ho gee aap kay khuch doost aapas main mashwara kartay hain kai es kai baray main jaankari haasal karnee hai ki larki dekney main kaise hai or kya larki paak hai peechay kai baad pata chalta hai ki us ki paas mobile hai or wo ajnabee aadme say bbat kar rahee hai is tara aap es larki ko thookra daytay ho or garr main mom or dad ko bata daytay ho is tara doosare larki ki tasveer or wo be aaise he or phir teesare or wo be aaise hi

phir baap son say kahta hai ki yaar main to khak gayaa 13-14 larkiyaan dakhaeen sab main khoot nazar aata hai khood he pasand kar kay shadi kar lay haan laki humaree tarhaan ammir gar ki ho bilkul humree tarha son thhek hai abu kar loon ga aap ko feekar karnee ki zaroorat nahin larkay say doost poochtay hain ki tumhin kayse larki chahiyay aik aisee ho ki us ko dayknein ki bbad kesi orr ko daykne ka maan naan karay

phir aik din baap kehta hai ki shadi to aapne marze say karey ga pataa nahin karay ga be kai naheen mayree aik khawahish to poori hooe nahin laykin doosaree to paare karey ga naan mayree sab industries ki zimadaree tumharee achaa dadee agar yae aap ki khawahesh hai to main poori karr dayta hoon

son kaam par jataa hai or wahhan industries kai do maneger 2 baag utha kar aatay hain or kehtay hain ki yay falaan company ka manafa hai woo chalay jatay hain aap etnay paysay dayke kar heeraan ho jatay ho jaysay etnay paysay kabee daykay hi naan hoon industre ko karooroon ka manafa hoota hai

aap ssochtay ho kay itnay paysay ka main kroon ga kya aadme ko zendagi ghuzaarnay ki leyah kitnay paysoon ki zroorat hooti hai sirf 2 karoore etnay paysay ka kya karna aap aik damaag banatay ho kay main yah sab paisay gareeboon main doond doond kar baantoon ga

aap gard ko kehtay ho kay gareeb loogoon ko doondo jo be gareeb hai us kay baray main moojay itlah karoo aik gard aap ko batata hai kay flaan baanda jo inthaye gareeb hai us kay paas to khud ka makaan be naheen hai aap us kay liyay makaan bananey ka hukam daytay ho makan bannay kay baad app gard say kehtay ho jaoo or yai makan usay dey do or yah kafee paisey hain jo es beemar baap or bayteyoon kay liyay umaar bar kai liyey kafee hain or sunoo kay mayra kise ko mat batana kehna ki yah paisay serf gareeboon kay liyah banay hain

es tara or be kafee gareeboon ko paisay deytay ho.do gard aapas main milay hooaee hootay hain wo batatay hain kay flaan gareeb hai un ka baap kma nahin sakta aap usay do breef kais main paisay day daytay ho or woohe baat kehtay ho kay mera kisee ko mat batana

woo bahar ja kar mazaq uratey hain or paisay aapas main baant leytay hain or jo emaandar hoota hai woo soon layta hai or woo aap ko bata dayta hai aap usay danttay ho oor paisay waapas laaney ko kehtay ho or woo paisay lay aatey hain aap doonoon ko nokari say nikaal deytay ho or kehtay ho agar paisay ki zaroorat thee to mojay khaa hoota woo aap say maafee mangtay hain aap un say kehtay ho kay chaloo tumharee saza kam kar de hai serf 6 month tum nokaree say nekaal deyah gayee ho

is tara aap khud greeboon ko doondney jatay ho daykhtay ho ki aik aadme do oortoon ko gar say bahar nekaal raha hai karaya na dayney par aap ki nazar larki par parte hai larki ki aap kay upar doonoon aik doosaree ki taraf dayktay hi jatay ho aik doost aap kay kanday par thapki dayta hai kehta hai kidar ho bai aap kehtey hain kay yeh to wohe larki hai yaar jo school main fees nahin lay kar aati thee doost kehtay hain haan yaar

aap wapas pechle galee main ja kar aik gard ko foon kartay hain ki wo kooch paisay lay kar jalde aaee woo aa jata hai aap kehtay ho key yai paisay karaayee daar ko dey do wopaisay lay kar jata hai or kaaraeey daar ko paisay dey kar kehta hai k woo ja raheen hain tumhain un ko rookna ho ga kaaraeey daar un ko doobara rook deyta hai ki wapas gaar aa jaeen mujaye maaf kar deein larki heeran reh jati hai kay aakhir houa kya or aik din baad kaafe paisay gard kay haath bayg deytay hoo larki heraan reh jati hai ki akir koon is ki madat kar raha hai phir

phir aap apney doost sey kehtey ho kay aik saraf ka paket hai es main 1 mobile gift hai tumhain kisi na kisi tara yai saraf inhain dayna hai

aap ka dost un kai gar ki samney aaney wala hai udar larki ki mother bahar darwazeh par baithe hai dost ki shalwar cycle kai paidal par phansti hai or cycle par rakhey saraf gir jatey hain moom saraf uthaney main aadme ki madad karti hai saraf utha kar doost dakeh say moom ko saraf pakraa kar kehta hai kay aik baar kry kar kay to deykheen moom kehti hai kay aacha beta main paisay lay kar aati hoon nahin moom aapney beta kha hai to paisay kis baat kay

larki saraf ka paak kholte hai to es main modile kai inaam ki bejaee mobile he nekall aata hai to woo larki soochtee hai ki es kay peechay be koee razz hai aap usay foon kartay ho ur us ka hall chal poochtay ho or kehtey ho aee larki tumhara naam kya hai tum koon ho main tumhain boohat chahta hoon agar tum wo ho gis nain humain paisay deyeh hain to yeh galat fehme nekaal do ki main nain tumhin daykha be nahin or pyar be naheen karte or tumhare ho jaoon ge tum shaeed khuch khuch to muj ko jaanti ho larki or wo jo paisay hain wo main neen nahin deyeh tum mojaee kaisay jaantay ho sheed mera kyaal hai acha baaye bayye phir sahee

is tara aap kaee loogoon ki madat kartey ho achanak industries ko boohat kam manafa aana shooru ho jata hai aap kay abu ko pata chalta hai kai industries ko kam manafa aana uooaa hai jab say tum kaam kar rahay ho

to abu nain sabb gard say dant kar poocha ki yah sab paisay mera beta kahaan kherch karta hai unhoon nain kha ki humeen naheen maaloom itnaeen main aap khood aa jaatay ho or kehtay hai jo poochna hai bapu moojh say poocheyeh main pooch raha hoon kai jab say tum aaie ho paisa khaan jata hai kyon manafa kam hoota hai

abu hum nain itne doolat kya karne hai humarey paas itne doolat hai ki us ko kharch karneen kay leyah hazaroon saal zindagi chahiye humarey paas itne zindagi nahin hai or es mokhtasar zindagi main woo karoo jo kisi nain naan kya hoo agar her kooe mooj jaisa soochee to koee gareeb naan rahay koee choor naan ho or paisay es tara bankoon main paray naan rahain is liyah main nein sab paisay gareeboon main kharch kar dalay

tum nain jo paisay kharch kar dalay so kar dalay nekal ja meray gaar say nikal ja main aapne jaeedaad main say aik rupeeya be nahin doon ga gandee sooch walay kabee gar wapas na aana

i have part 2 story climax if you like this movie part one message me safee_teku2007@yahoo

+0 reply
fan
posted by  Sabina   20 months ago

Hi Hope you and your family are enjoying sound health. Just wanted to tell you that i'm a great fan of you. When you come to mauritius i would like to meet you. Thanks

+0 reply
Re: fan
posted by  Anonymous user   19 months ago

SHAHRUKH IS THE BEST

+2 reply
Re: Re: fan
posted by  Anonymous user   4 months ago

Hello My name is Darina I live in Poland,

-1 reply
Re: Re: Re: fan
posted by  Anonymous+user   4 months ago

Hello My name is Darina I live in Poland, how am are from Polish and I like Shah Rukh Khana

+1 reply

Post stamped by 1 Humsurfers, 1 Anonymous Users